(1) Swaal maloom karne se pehle fatwa section me ek martaba apna jawab talash kar len.
(2) fuzool swalat ke jawab nahi diye jate isliye fuzool swaal karke apna waqt kharab na karen.
(3) Jawab E-mail ID par bheja jata hai isliye E-mail ID sahi darj karen.
(4) swaal mukhtasar aur saaf hona chahiye warna jawab me takheer ho sakti hai.
(5) jawab ka 15 din tak intazar farmayen kabhi kabhi swaalat zyadah hone ki wajah se jawab me takheer ho jati hai.
(6) fatwa sawal ke mutabik hi diya jata hai isliye swaal puri sachchai aur diyanat dari se likhen, agar jhut aur fareb se koi fatwa hasil kiya to uska sara gunah sawal pochne wale par hoga.
(7) Baz sawalat ke jawab maslehtan nahi diye jate hain.